Mora Chhota Sa Balamwa – Movie Do Chor Song By Lata Mangeshkar

Mora chhota
Haay mora chhota sa
Balamwa abhi pyar na jaane
Aai re hai chhota
Haan mora chhota
Mora chhota sa balamwa
Abhi pyar na jaane
Mora chhota sa balamwa
Abhi pyar na jaane
Chhota sa balamwa
Abhi pyar na jaane
Hai re mora chhota

Sab se chupake chat pe
Main jaun me usake sang
Chunari ko chod bhola
Piya udaye re patang

Sab se chupake chat pe
Main jaun me usake sang
Chunari ko chod bhola
Piya udaye re patang

Ho naina pech kaise
Lade wo to kya jaane
Chhota
Hai re chhota
Hai re mora chhota sa
Balamwa abhi pyar na jaane
Mora chhota sa balamwa
Abhi pyar na jaane
Hai re mora chhota

Jab khel-kud ke aaye
Wo to soye mukh phiray
Ji sanj hi pe mora jale ke
Nindiya nahi aaye

Advertising

Jab khel-kud ke aaye
Wo to soye mukh phiray
Ji sanj hi pe mora jale ke
Nindiya nahi aaye
Ho saari rain kaise
Kate ji moraa jaane

Chhota
Hai re chhota
Hai re mora chhota sa
Balamwa abhi pyar na jaane
Mora chhota sa balamwa
Abhi pyar na jaane
Hai re mora chhota.