Ja Ja Re – Movie Naya Ghar Song By Lata Mangeshkar

Ja Ja Ja Re Ja Re Ja Lyrics – Naya Ghar (1953)

Movie/album: Naya Ghar (1953)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director: D.D. Kashyap
Music Label: Saregama
Starring: Shekhar, Geeta Bali, Begum Para, Jagdev

Ja Ja Ja Re Ja Re Ja Song Lyrics

Ja ja ja re ja re ja, ja ja ja re ja re ja re
Ranjo gham ke andhere tu ja
Tera mera saath kya, tera mera saath kya re
Tu meree duniya se ja
Ja ja ja re ja re ja

Ummidon ne chheda kushee ka yeh tarana
Nigaaho ne sikha hai phir se muskuran

Muhabbat kee aisee ghadee aa rahee hai
Najar meree mujhase hee sharma rahee hai

Sitaron kee chhainyan mein mithi mithi batein
Fasana banengi hamaaree mulakatein

Ja ja ja re ja re ja.

Advertising

Ja Ja Re – video song